सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

अप्रैल 8, 2018 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Mata bhakte...

Bhakto ko darshan de gayi re, ek choti si kanya Chhoti si kanya, ek choti si kanya Bhakto ko darshan de gayi re, ek choti si kanya Bhakto ne puchha, maiya naam tera kya hai? Naam tera kya hai? Naam tera kya hai? Bhakto ne puchha, maiya naam tera kya hai? Vaishno maa (naam) bata gayi re, ek choti si kanya Bhakto ko darshan de gayi re, ek choti si kanya Bhakto ne puchha, maiya dhaam tera kya hai? Dhaam tera kya hai? Dhaam tera kya hai? Bhakto ne puchha, maiya dhaam tera kya hai? Parbat Trikut bata gayi re, ek choti si kanya Bhakto ko darshan de gayi re, ek choti si kanya Bhakto ne puchha, maa savaari teri kya hai? Savaari teri kya hai? Savaari teri kya hai? Bhakto ne puchha. Maiya savaari teri kya hai? Pila sher bata gayi re, ek choti si kanya Bhakto ko darshan de gayi re, ek choti si kanya Bhakto ne puchha, maa prasaad tera kya hai? Prasaad tera kya hai? Prasaad tera kya hai? Bhakto ne puchha, maa prasaad tera kya hai? Halwa poori chana bata gayi re, ek choti si kanya Bhakto ko darshan ...